ARE YAAROis train ki demand tum log kyan jaanthe ho jee
hamare liye toh yeh train vardaan hai
yeh ek hi train hai joh banglore chennai combuture ko bhildi,ranivara,modra,bhinmal, jalor se miladeti hai
hum is train mai 187rs mai adi pahuch jaathe hai lekin bus mai 450rs lagta hai