itna marketing kiya tha agartala railway line ka sarkar ne or abhi tak thik se trains bhi nahi chalayi.... votes ki rajneeti hai bhai.... agartala ko abhi tak atleast mumbai, delhi or kolkata se jud jana chahiye tha... lekin nahi... chunav ka samay aane do... tab tak janta ko intezar karna padega... mujhe to samajh nahi aa raha k bharat ko best RM mila bhi hai ya nahi... first express train wo bhi suvidha ac wali.... lagta hai bharat ki janta 2 Saal me khub paise wali ho gayi hai... ac journey pe shayad tax badha hai na.... usko utilize karna chah rahe hain... jo bhi ho... Jai ho... Prabhu ki... sab prabhu ki maya hai... NAMO ho sabhi ko